Facebook sa online paise kaise kamaye daily 100 per
Facebook sa paise kamaye daily 100 per month
2timShorter Website Se Paise Kamaye Facebook Par? Short url se paisa kamana ek best option hai, isme sirf aapko kishi bhi site ki link ko short karke apne facebook page me share karna hoga, usake baad koi bhi us url ko open karega toh aapko earning hogi. URL Shorter Website Kya Hoti Hai ? Is website me sabse pahle aapko kisi website ka url dalana hota hai usake baad ye websites us link ko short kar ek naya link banati hai usake baad aap is short link ko apne facebook page me share karenge or agar koi bhi is url par click karega to pahle kuchh second ki advertisement show hogi usake baad wo website open hogi is prakar jitni baar us link ko koi open karega aapko earning hogi. Shorter website : adf.ly, 4. Referral Program Se Paise Kamaye Facebook Par Dosto jaisa ki humhe pata hai ki ajkal playstore par bahut si aisi apps hai jo referral karne ke paise deti hai. Sabse pahle aap kuchh aise application ko download kar unme sign up kar lijiye usake baad aap us app ke referral link ko apne facebook page me share kar dijiye. Usake baad jo koi bhi us link se us app ko download karega to aapko earning hogi. 5. Facebook Group Se Paise Kamaye Agar aapke paas facebook group hai or usame ache followers hai to aap us group se achhi earning kar sakte hai. Facebook group par aap kisi products ka promotion kar ache paise kama skate hai. Facebook group me aap kisi website ke owner se contact kar unaki post ko share kar unki website par traffic increased karne ke liye offer de sakte hai. or aap apne group me affiliate product ka link bhi share kar paise kama sakt hai. Aap fiveer ki help se aise website owner ko search kar sakte hai jo aapke facebook group me post, video, product share karwana chahte ho. Aap apne facebook group ko sell kar ke bhi paise kama skate hai skate hai. Ummid karta hun ki aapko ye uper bataye gaye sare tarike achhe lage honge. or ab aap sikh gaye honge ki facebook ke jariye paise kaise kama sakte hai. fir bhi agar aapke man me koi bhi facebook se paise kaise kamye ke bare me doubt ya question ho to aap nich comment me puchh sakte hai.
emakeMony.blogspot.com
Fac
ebook Se Paise Kaise Kamaye in Hindi- Earn Money From Facebook 2018By elearninhindi MAKE MONEY ONLINE, SOCIAL MEDIA 2 Comments
Hello friends !
Aaj hum is post me janenge ki facebook se paise kaise kamate hai. Ji ha dosto ye such hai ki hum facebook ke jariye paise kama sakte hai. Aaj hum is post me detail me janenge ki facebook se paise kaise kamate hai, kitne paise kama sakte hai, kaise kama sakte hai, or facebook se paise kamane ke liye kin kin chijo ki jarurat padhegi.
Agar aap bhi facebook use karte hai or janna chhahte hai ki facebook se paise kaise kamate hai to aap is post ko last tak padhe is post me aapko step by step puri jankari mil jayegi
how to earn money with facebook 2018
Jaisa ki hum sab jante hai ki facebook ek sabse jyada popular social network hai, Or isake kai billion user hai.
Hum me se bahut se log jyadatar khali samay facebook par apne friends, family ke sath chat karke, photos share karke, videos dekh kar spend karte hai. Lekin friends aapko pata hai ki hum facebook par chat karne, videos dekhane ke sath sath paise bhi kama sakte hai, ji ha dosto hum facebook ke jariye achhe paise kama sakte hai.
Waise to facebook se paise kamane ke kai tarike hai, Lekin kai aise tarike bhi hai jinaka use karne ke liye pahle aapako kuchh investment karna hoga usake baad hi aap facebook se paise kama sakenge. Lekin yaha mai is post me aapko kuchh aise popular or free tariko ke bare me bataunga jinse hum achhe paise kama sakte hai, or isake liye aapko jyada knowledge ki bhi jaruart nahi hai bas aapko facebook par post karna aana chahiye.
Facebook Se Paise Kamane Ke Liye Humhe Kin Kin Chijo Ki Jarurat Hoti Hai?
Facebook se paise kamane ke liye aapke paas facebook page hona chahiye jisame jyada like ho. Aapke page me jitney jayada likes honge aapaki earning bhi utani hi achhi hogi.
Agar aaapke baas facebook page nahi hai to aap sabse pehle ek facebook page create kar lijiye.
Facebook page banane ke baad agla most important kaam hai ki facebook page me likes ko badhna, Likes padhane ke liye aap apne friend ko invite kar skate hai, daily new post, photos upload kijiye, facebook group me aap apane page ka link share kariye is tarh se aapke page par jaldi like padhenge. Starting me like paana thoda muskil ho sakta hai but agar aap active rahenge or acche achhe post karege to jaldi hi aapke pages me likes badhne suru ho jayenege.
Jab aapke facebook page me 5000-10000 like ho jayenge to samjh lijiye ki aap facebook se ache paise kama skate hai.
Dosto mai aapko bata dun ki facebook directly khud se koi paisa nahi deti but fir bhi facebook ke jariye bahut se log achhe paise kama rahe hai.
Facebook Se Paise Kaise Kamate Hai
Facebook page se paise kamaye. Earn money through facebook page.
Jab aapke page me ache like ho jayenge to aap kai tariko se paise kama sakte hai jaise ki-
Affiliate program
Promotions
URL shorter website
Referral program
Facebook groups
1. Affiliate Program Se Paise Kamaye Facebook Par
Affiliate marketing program online paise kamane ke liye sabse best or aasan tarika hai. Affiliate marketing se aap lakho rupay kama sakte hai.
Affiliate marketing se paise kamane ke liye sabse pahle aapko kisi affiliate program company me join hona padhega.
Affiliate program company : Amazon, Flipcart, ebay, snaddeal, hostgator.
Jab aap successfully kisi affiliate program me join kar lete hai to usake baad aapko us product ko select kar lijiye jisako aap share karna chahte hai fir usaka affiliate link generate kar us link ko apne facebook page me share kar dijiye.
Usake baad jo koi bhi us link par click kar ke us product ko buy karega to aapko us product ke price ka kuchh % commission mil jayega.
Affiliate program ke bare me or adhik janne ke liye app humari
2. Promotion Kar Facebook Se Paise Kamaye
Agar aapake paas facebook page hai jismae kai hajaro likes hai to aap kisi website, blog, products, post ka promotion kar ke achhe paise kama sakte hai.
Internet par aisi bahut si website hai jo apne website, blog, products ka promotion karwati hai or agar aapke facebook page me jyada like hai to wo aapke page par apane website, blog, product ka link, post etc. share karwati hai, or aapko usake badle paise deti hai.
Product promote karke ki kuchh website : Famebit, Hypetap, InstaBrand.
Agar aapka khud ka koi business hai ya koi website ya blog hai to aap facebook page ki madad se usaka promotion kar adhik se adhik logo tak apne business ko pahucha sakte hai.
3. URL Shorter Website Se Paise Kamaye Facebook Par?
Short url se paisa kamana ek best option hai, isme sirf aapko kishi bhi site ki link ko short karke apne facebook page me share karna hoga, usake baad koi bhi us url ko open karega toh aapko earning hogi.
URL Shorter Website Kya Hoti Hai ?
Is website me sabse pahle aapko kisi website ka url dalana hota hai usake baad ye websites us link ko short kar ek naya link banati hai usake baad aap is short link ko apne facebook page me share karenge or agar koi bhi is url par click karega to pahle kuchh second ki advertisement show hogi usake baad wo website open hogi is prakar jitni baar us link ko koi open karega aapko earning hogi.
Shorter website : adf.ly,
4. Referral Program Se Paise Kamaye Facebook Par
Dosto jaisa ki humhe pata hai ki ajkal playstore par bahut si aisi apps hai jo referral karne ke paise deti hai.
Sabse pahle aap kuchh aise application ko download kar unme sign up kar lijiye usake baad aap us app ke referral link ko apne facebook page me share kar dijiye.
Usake baad jo koi bhi us link se us app ko download karega to aapko earning hogi.
5. Facebook Group Se Paise Kamaye
Agar aapke paas facebook group hai or usame ache followers hai to aap us group se achhi earning kar sakte hai.
Facebook group par aap kisi products ka promotion kar ache paise kama skate hai.
Facebook group me aap kisi website ke owner se contact kar unaki post ko share kar unki website par traffic increased karne ke liye offer de sakte hai. or aap apne group me affiliate product ka link bhi share kar paise kama sakt hai.
Aap fiveer ki help se aise website owner ko search kar sakte hai jo aapke facebook group me post, video, product share karwana chahte ho.
Aap apne facebook group ko sell kar ke bhi paise kama skate hai skate hai.
Ummid karta hun ki aapko ye uper bataye gaye sare tarike achhe lage honge. or ab aap sikh gaye honge ki facebook ke jariye paise kaise kama sakte hai. fir bhi agar aapke man me koi bhi facebook se paise kaise kamye ke bare me doubt ya question ho to aap nich comment me puchh sakte hai.
Comments
Post a Comment